Jaldi ajao daata

Jaldi ajao daata

Tha charon taraf hi andhkar
Har taraf macha tha hahakar
Ankho se girta lahoo
har saas pukarti prabhu

Kal jo tha kya wo kalyug
ya ye jo aaj hai wo kalyug
is kaal chakra ka kya
a gaya tha antim yug?

Suryuday aur surya ast
har din ka wahi haii smay chkra
par kya ast ke baad
fir mit payegi ye kal raat?

Mana tum sab lokon ke gyata
aur kisse aas lagaye vidhata
Koi avatar lekar jaldi ao
na a pao to man mai roshni jalao


error: Content is protected !!